Main ek Gadha hun. I am a donkey
Log kahte hain ki Gadha baut kharb janwar hai.. kewal laat marta hai aur kuch nahi karta.. Gadha ek gali hai jise koi sunna pasand nahi karta hai. Hum log apne jindigi main na jane kitne baar is sabd ka use kiye hoge. Kitne baar humper ye sabd use hua hoga. Kitne bar hum log gussa main logo ko "gadha kahi ka" bol dete hai.
Kaya sachmooch gadha itna kharab janwar hai...
Mere kahana hai nahi.. Gadha jaisa saccha imandaar aur accha koi janwar nahi hai...
Hasiye mat aap ye lekh padhe aur khud hi decide kare ki Gadha ek acha janwar hai you bura..
Gadha ko gaur se dekha hai apne.. mujhe pata hai nahi.. Ab dhayan se dekhna.
Gadha humesha apna seer jhooka kar rakhta hai. Jaise har aagyan (order) manane ko tayar ho. Kabhi kisi kaam ke liye mana nahi karta. Aap gadha ke upar kita bhi wajan rakh do phir bhi wo apni jaan laga dega use uthane mai. Rasta main 'hara hara' ghas dekh kar bhi nahi rukta. wo apna kaam puri imandari aur lagan se karta hai. Jab use bahut krodh aa jata hai to wo apna peche ka dono pair uthata hai. Jabki baki janwar seedha katne ko daudte hain.
Ab ser (Lion) ko dekh ye. Wo khud kuch nahi karta, even shikar sherniya karti hai. Wo to is taak main rahta hai ki koi shikar kare aur wo jaa ke kha le aur phir so jaye..
Ab aap batao kaun acha hai wo jo muft ka roti thode ya phir wo jo mehnat kar ke kahey
Moral - Hum sab is duniya main ke gadha hain. Raat din mehnat karte hai aur jo bhi mile kha lete hain. phir subha nikal padte hai mehnat karne. 90% log kehte hai ki wo Lion hai per kaya wo actually hain.. mere khayal se 90% log gadhe hain.

No comments:
Post a Comment